Ek Tha Dil Ek Thi Dhadkan

एक था दिल एक थी धड़कन्
Year
Language

एक था दिल एक थी धड़कन ये किनारा वो लहर
ये सवेरा प्यार का था हुस्न की ये दोपहर
हाँ तुमने कभी क्‌या है सुनी उन दोनों की दास्तां
हो हो आहा

ग़म के नगर में खो गया जीवन टूट गया दिल डूबी ये धड़कन
सागर से भी ज्यादा गहरी वो उनकी तनहाइयां
मरना है आसान जीना है मुश्किल
पा के भी जैसे पाई न मंज़िल
समझाऊं क्‌या कैसे लुटा ख्वाबों का वो कारवां
एक था दिल एक थी धड़कन …

ek thā dil ek thī dhaṛkan ye kinārā vo lahar
ye saverā pyār kā thā husn kī ye dopahar
hāṇ tumne kabhī k‌yā hai sunī un donoṅ kī dāstāṅ
ho ho āhā

ġham ke nagar meṅ kho gayā jīvan ṭūṭ gayā dil ḍūbī ye dhaṛkan
sāgar se bhī jyādā gahrī vo unkī tanhāiyāṅ
marnā hai āsān jīnā hai muśhkil
pā ke bhī jaise pāī na maṅzil
samjhāūṅ k‌yā kaise luṭā khvāboṅ kā vo kārvāṅ
ek thā dil ek thī dhaṛkan …