Ek tamannaa jeevan kee ... chaahen shaadee ke din mar jaaoon

एक तमन्ना जीवन की ... चाहें शादी के दिन मर जाऊं
Work
Year
Language

एक तमन्ना जीवन की मैं प्यार तेरा ही पाऊं
शादी तुझी से हो मेरी चाहें शादी के दिन मर जाऊं

न तुझे जानूं न पहचानूं क्‌यूं तू गले पड़ी है
समझ के मुझको अपना दीवाना घेरे हुए खड़ी है
तेरा ही तो था ये कहना तेरे बिन मुझको नहीं रहना
तेरा वादा इरादा तुझको याद दिलाऊं
शादी तुझी से हो मेरी …

हमारा दिल जो तोड़ दिया तो हसीं ये भी कर जाइये
हमें याद करेगा तेरी चौखट पर मर जइवे
जो भूला था याद वो आया मैं हूँ वही जो तूने बनाया
न हो दुखी ओ चन्द्रमुखी छोड़ के कहीं न जाऊं
शादी तुझी से हो मेरी …

ek tamannā jīvan kī maiṅ pyār terā hī pāūṅ
śhādī tujhī se ho merī chāheṅ śhādī ke din mar jāūṅ

na tujhe jānūṅ na pahchānūṅ k‌yūṅ tū gale paṛī hai
samajh ke mujhko apnā dīvānā ghere hue khaṛī hai
terā hī to thā ye kahnā tere bin mujhko nahīṅ rahnā
terā vādā irādā tujhko yād dilāūṅ
śhādī tujhī se ho merī …

hamārā dil jo toṛ diyā to hasīṅ ye bhī kar jāiye
hameṅ yād karegā terī chaukhaṭ par mar jaive
jo bhūlā thā yād vo āyā maiṅ hūṇ vahī jo tūne banāyā
na ho dukhī o chandrmukhī chhoṛ ke kahīṅ na jāūṅ
śhādī tujhī se ho merī …