एक सितारा ऐसा ... लोन्दोन में इन्दिअ का बोलबाला हो गया
आ एक सितारा ऐसा चमका रोशन हुआ जहां
उस तारे का नाम है प्यारे मेरा हिन्दुस्तां
ओ पूरब का पश्चिम में उजाला हो गया
ओ london में india का बोलबाला हो गया
पूरब का पश्चिम में …
ओ बड़े दूर से देस पराए परदेसी आए हैं
हो देसी बंदे अपने देस का संदेसा लाए हैं
यारों उसका क्या कहना जिसकी थी नेक कमाई
सच्चा बंदा ओ होंदा जो जाने पीर पराई
सुनके विदेशी मतवाला हो गया
london में …
वहां के रहने वाले हम जहां प्यार दिलों में बसता
कैसे टूटेगा ये बंधन ये है प्यार का रिश्ता
हो मैने जाने क्यूं सोचा ये देस पराया है
तेरी बातें सुन के मेरा दिल भर आया है
ओ तूने जाने क्यूं सोचा ये देस पराया है
हां अच्छा लगा मुझको के तेरा दिल भर आया है
रिश्ते नातों से बंधी है डोर ये जीवन की
मेरे इस जीवन पे मेरे भारत का साया है
ओ यार तेरा किस्सा तो निराला हो गया
london में …
ā ek sitārā aisā chamkā rośhan huā jahāṅ
us tāre kā nām hai pyāre merā hindustāṅ
o pūrab kā paśhchim meṅ ujālā ho gayā
o london meṅ india kā bolbālā ho gayā
pūrab kā paśhchim meṅ …
o baṛe dūr se des parāe pardesī āe haiṅ
ho desī baṅde apne des kā saṅdesā lāe haiṅ
yāroṅ uskā kyā kahnā jiskī thī nek kamāī
sachchā baṅdā o hoṅdā jo jāne pīr parāī
sunke videśhī matvālā ho gayā
london meṅ …
vahāṅ ke rahne vāle ham jahāṅ pyār diloṅ meṅ bastā
kaise ṭūṭegā ye baṅdhan ye hai pyār kā riśhtā
ho maine jāne kyūṅ sochā ye des parāyā hai
terī bāteṅ sun ke merā dil bhar āyā hai
o tūne jāne kyūṅ sochā ye des parāyā hai
hāṅ achchhā lagā mujhko ke terā dil bhar āyā hai
riśhte nātoṅ se baṅdhī hai ḍor ye jīvan kī
mere is jīvan pe mere bhārat kā sāyā hai
o yār terā kissā to nirālā ho gayā
london meṅ …