Ek pyaar kaa nagmaa hai, maujo kee ravaanee hai

एक प्यार का नगमा है, मौजो की रवानी है
Work
Year
Language

एक प्यार का नगमा है, मौजो की रवानी है
जिन्दगी और कुछ भी नहीं, तेरी मेरी कहानी है

तू धार है नदिया की, मैं तेरा किनारा हूँ
तू मेरा सहारा है, मैं तेरा सहारा हूँ
आँखों में समंदर है, आशाओं का पानी है

जो दिल को तसल्ली दे वो साज उठा लाओ
दम घुटने से पहले भी आवाज उठा लाओ
खुशियों का तरन्नुम है, अश्कोंकी जबानी है

ek pyār kā nagmā hai, maujo kī ravānī hai
jindgī aur kuchh bhī nahīṅ, terī merī kahānī hai

tū dhār hai nadiyā kī, maiṅ terā kinārā hūṇ
tū merā sahārā hai, maiṅ terā sahārā hūṇ
āṇkhoṅ meṅ samaṅdar hai, āśhāoṅ kā pānī hai

jo dil ko tasallī de vo sāj uṭhā lāo
dam ghuṭne se pahle bhī āvāj uṭhā lāo
khuśhiyoṅ kā tarannum hai, aśhkoṅkī jabānī hai