एक ना एक दिन ये कहानी बनेगी
एक ना एक दिन ये कहानी बनेगी तू मेरे सपनों की रानी बनेगी
मैं तेरा दीवाना बनूँगा रानी तू मेरी दीवानी बनेगी
एक ना एक दिन …
चैन लूटा है नींद लूटी है ऐसे मौसम में तू मुझसे रूठी है -2
ये तेरे हाथों की अँगूठी प्रेम की पहली निशानी बनेगी
एक ना एक दिन …
ये ग़ुस्सा तू भूल जाएगी तेरे होंठों पे हँसी आएगी
ये आज हो या कल हो ये बेरुख़ी मेहरबानी बनेगी
एक ना एक दिन …
यूँ तो पहले लाज आती है बाद में गोरी मान जाती है
तेरा-मेरा नया-नया मिलन है ये मुलाक़ात पुरानी बनेगी
एक ना एक दिन …
ek nā ek din ye kahānī banegī tū mere sapnoṅ kī rānī banegī
maiṅ terā dīvānā banūṇgā rānī tū merī dīvānī banegī
ek nā ek din …
chain lūṭā hai nīṅd lūṭī hai aise mausam meṅ tū mujhse rūṭhī hai -2
ye tere hāthoṅ kī aṇgūṭhī prem kī pahlī niśhānī banegī
ek nā ek din …
ye ġhussā tū bhūl jāegī tere hoṅṭhoṅ pe hṇsī āegī
ye āj ho yā kal ho ye berukhī meharbānī banegī
ek nā ek din …
yūṇ to pahle lāj ātī hai bād meṅ gorī mān jātī hai
terā-merā nayā-nayā milan hai ye mulāqāt purānī banegī
ek nā ek din …