एक मंजिल राही दो फिर प्यार ना कैसे हो
साथ मिले जब दिल को फिर प्यार ना कैसे हो
हम भी वो ही हैं, दिल भी वो ही है, धड़कन मगर नई है
देखो तो मीत, आँखों में प्रीत, क्या रंग भर गयी है
निकले हैं धून में, अपनी लगन में मंजिल बुला रही है
ठंडी हवा भी अब तो मिलन के नग्मे सुना रही हैं
देखो वो फूल, दुनिया से दूर, आकर कहाँ खिला है
मेरी तरह ये खुश है जरूर इसको भी कुछ मिला है
ek maṅjil rāhī do phir pyār nā kaise ho
sāth mile jab dil ko phir pyār nā kaise ho
ham bhī vo hī haiṅ, dil bhī vo hī hai, dhaṛkan magar naī hai
dekho to mīt, āṇkhoṅ meṅ prīt, kyā raṅg bhar gayī hai
nikle haiṅ dhūn meṅ, apnī lagan meṅ maṅjil bulā rahī hai
ṭhaṅḍī havā bhī ab to milan ke nagme sunā rahī haiṅ
dekho vo phūl, duniyā se dūr, ākar kahāṇ khilā hai
merī tarah ye khuśh hai jarūr isko bhī kuchh milā hai