एक महल हो सपनों का
फूलोंभरा आँगन हो और साथ हो अपनों का
उड़ते बादल फर्श बने और धूंद की हो दीवारें
छत के झिलमिल तारें तेरा मेरा नाम पुकारे
एक महल हो सपनों का ...
सपनों के इस महल में बिखरे मुस्कानों के मोती
मेरे प्यार की खुशबू फैले, तेरे रूप की ज्योती
एक महल हो सपनों का ...
मैं तेरे नैनों पर कर दूँ अपना सबकुछ वारी
मैं तेरी बाहों में छुपकर, भूलू दुनिया सारी
एक महल हो सपनों का ...
ek mahal ho sapnoṅ kā
phūloṅbhrā āṇgan ho aur sāth ho apnoṅ kā
uṛte bādal pharśh bane aur dhūṅd kī ho dīvāreṅ
chhat ke jhilmil tāreṅ terā merā nām pukāre
ek mahal ho sapnoṅ kā ...
sapnoṅ ke is mahal meṅ bikhre muskānoṅ ke motī
mere pyār kī khuśhbū phaile, tere rūp kī jyotī
ek mahal ho sapnoṅ kā ...
maiṅ tere nainoṅ par kar dūṇ apnā sabkuchh vārī
maiṅ terī bāhoṅ meṅ chhupkar, bhūlū duniyā sārī
ek mahal ho sapnoṅ kā ...