कु: एक कदम तेरा एक कदम मेरा
संग हम चलें हो सफ़र पूरा
अ: एक कदम तेरा एक कदम मेरा
संग हम चलें हो सफ़र पूरा
कु: एक कदम तेरा एक कदम मेरा
अ: संग हम चलें हो सफ़र पूरा
कु: ( रास्ते की मुश्किल से कोई क्यूं घबराएगा
ग़म है किसे जो रात है काली कल सूरज आएगा
अ: हमको इसी रस्ते में मिलेगी ख़ुशियों की बारात
सोने जैसा दिन निकलेगा चाँदी जैसी रात ) -2
एक दीया तेरा एक दीया मेरा
पलकों पे रखो हो सफ़र पूरा
कु: एक कदम तेरा …
( कदमों से कदमों का मिलना किस्मत होता है
दिल से दिल मिल जाए वहां इक तीरथ होता है
अ: अपने दिल में प्यार का एक अनमोल खज़ाना है
एक दूजे की धड़कन बनकर साथ निभाना है ) -2
कु: एक दिल तेरा एक दिल मेरा
दोनों मिले हो सफ़र पूरा
अ: एक कदम तेरा …
ku: ek kadam terā ek kadam merā
saṅg ham chaleṅ ho safar pūrā
a: ek kadam terā ek kadam merā
saṅg ham chaleṅ ho safar pūrā
ku: ek kadam terā ek kadam merā
a: saṅg ham chaleṅ ho safar pūrā
ku: ( rāste kī muśhkil se koī kyūṅ ghabrāegā
ġham hai kise jo rāt hai kālī kal sūraj āegā
a: hamko isī raste meṅ milegī khuśhiyoṅ kī bārāt
sone jaisā din niklegā chāṇdī jaisī rāt ) -2
ek dīyā terā ek dīyā merā
palkoṅ pe rakho ho safar pūrā
ku: ek kadam terā …
( kadmoṅ se kadmoṅ kā milnā kismat hotā hai
dil se dil mil jāe vahāṅ ik tīrath hotā hai
a: apne dil meṅ pyār kā ek anmol khazānā hai
ek dūje kī dhaṛkan bankar sāth nibhānā hai ) -2
ku: ek dil terā ek dil merā
donoṅ mile ho safar pūrā
a: ek kadam terā …