Ek haseen nigaah kaa dil pe saayaa hai

एक हसीन निगाह का दिल पे साया है
Year
Language

एक हसीन निगाह का दिल पे साया है
जादू है, जुनून है, कैसी माया है, ये माया है

पाँव के तले कभी दिल पड़ा मिले अगर
चूम कर उठाईये खूब देखभाल कर
जो कोई पूछ ले तो क्या राह से उठाया है

चली गयी जो मनचली, पुकारूँगा गली गली
वो लेके मेरी जिंदगी, चली चली उधर चली
वो रूठी रूठी रहती है, बहोत बहोत मनाया है

तेरी नीली आँखों के भंवर बड़े हसीन है
डूब जाने दो मुझे ये ख्वाबों की ज़मीन है
उठा लो अपनी पलकों को ये पर्दा क्यो गिराया है

ek hasīn nigāh kā dil pe sāyā hai
jādū hai, junūn hai, kaisī māyā hai, ye māyā hai

pāṇv ke tale kabhī dil paṛā mile agar
chūm kar uṭhāīye khūb dekhbhāl kar
jo koī pūchh le to kyā rāh se uṭhāyā hai

chalī gayī jo manachlī, pukārūṇgā galī galī
vo leke merī jiṅdgī, chalī chalī udhar chalī
vo rūṭhī rūṭhī rahtī hai, bahot bahot manāyā hai

terī nīlī āṇkhoṅ ke bhaṅvar baṛe hasīn hai
ḍūb jāne do mujhe ye khvāboṅ kī zamīn hai
uṭhā lo apnī palkoṅ ko ye pardā kyo girāyā hai