एक दूनी दो दो दूनी चार चार दूनी आठ्
एक दूनी दो दो दूनी चार चार दूनी आठ अरे आठ दूनी सोलह
What do you mean by सोलह
एक दूनी दो …
छह महीने की देर है फिर तू सोलह बरस की हो जाएगी
o you mean sweet sixteen
छह महीने की देर …
सोलह बरस की होते ही तू सबके होश उड़ाएगी
o really.
एक दूनी दो …
सोलह बरस के बाद ये लड़की बन के पतंग उड़ जाएगी
पीछे पीछे दौड़ेगा तू हाथ न तेरे आएगी
एक दूनी दो …
ज़ुल्फ़ें होंगी बड़ी बड़ी रंगत होगी खिली खिली
चर्चे होंगे गली गली
बाहों में आने दो अब रोको ना रोको ना मुझे
मौसम होगा हरा हरा यौवन होगा भरा भरा
हलचल होगी ज़रा ज़रा
सीने से लगा के जान-ए-जानां मैं चाहूंगा तुझे
एक दूनी दो …
पप्पी ले लूं अभी नहीं लब से खेलूं कभी नहीं
थोड़ा छेड़ूं नहीं नहीं
तेरी ऐसी बातों में दीवाने मैं न आने वाली
मरजी है क्या किसे पता चलती है क्या कहां भला
यूं ना तड़पा जी ना जला
कैसा है दीवाना मेरा माने ना माने ना माने
एक दूनी दो …
ek dūnī do do dūnī chār chār dūnī āṭh are āṭh dūnī solah
What do you mean by solah
ek dūnī do …
chhah mahīne kī der hai phir tū solah baras kī ho jāegī
o you mean sweet sixteen
chhah mahīne kī der …
solah baras kī hote hī tū sabke hośh uṛāegī
o really.
ek dūnī do …
solah baras ke bād ye laṛkī ban ke pataṅg uṛ jāegī
pīchhe pīchhe dauṛegā tū hāth na tere āegī
ek dūnī do …
zulfeṅ hoṅgī baṛī baṛī raṅgat hogī khilī khilī
charche hoṅge galī galī
bāhoṅ meṅ āne do ab roko nā roko nā mujhe
mausam hogā harā harā yauvan hogā bharā bharā
halchal hogī zarā zarā
sīne se lagā ke jān-e-jānāṅ maiṅ chāhūṅgā tujhe
ek dūnī do …
pappī le lūṅ abhī nahīṅ lab se khelūṅ kabhī nahīṅ
thoṛā chheṛūṅ nahīṅ nahīṅ
terī aisī bātoṅ meṅ dīvāne maiṅ na āne vālī
marjī hai kyā kise patā chaltī hai kyā kahāṅ bhalā
yūṅ nā taṛpā jī nā jalā
kaisā hai dīvānā merā māne nā māne nā māne
ek dūnī do …