एक दफ़ा एक जंगल था ... उस जंगल में एक गीदड़ था
एक दफ़ा एक जंगल था
उस जंगल में एक गीदड़ था
बड़ा लोफ़र बड़ा लीचड़ आवारा
जंगल पार एक बस्ती थी
उस बस्ती में वह जाता था
रोज़ाना
एक दफ़ा एक जंगल था …
एक दफ़ा उस बस्ती के
कुत्तों ने उसको देख लिया
इस मोड़ से उसको दौड़ाया
उस मोड़ पे जा के घेर लिया
जब कुछ ना सूझा गीदड़ को
दीवार से ऊपर कूदा
उस पार किसी का आँगन था
आँगन में नील की हांडी थी
वह नीली थी
उस नील में यूँ गिरा गीदड़
सब हो गया कीचड़ ही कीचड़
कीचड़
जितने थे जंगल में वह सब
गीदड़ का पानी भरने लगे
सब समझे कोई अवतार है वो
सब उसकी सेवा करने लगे
सावन के महीने में इक दिन
कुछ गीदड़ मिल के गाने लगे
नीले गीदड़ को जोश आया
बिरादरी पर इतराने लगा
और झूम के जब आलाप किया
आ आ
पहचाने गए और पकड़े गए
हर एक ने ख़ूब पिटाई की
और सबने ख़ूब धुनाई की
दे दनादन ले दनादन -2
ek dafā ek jaṅgal thā
us jaṅgal meṅ ek gīdaṛ thā
baṛā lofar baṛā līchaṛ āvārā
jaṅgal pār ek bastī thī
us bastī meṅ vah jātā thā
rozānā
ek dafā ek jaṅgal thā …
ek dafā us bastī ke
kuttoṅ ne usko dekh liyā
is moṛ se usko dauṛāyā
us moṛ pe jā ke gher liyā
jab kuchh nā sūjhā gīdaṛ ko
dīvār se ūpar kūdā
us pār kisī kā āṇgan thā
āṇgan meṅ nīl kī hāṅḍī thī
vah nīlī thī
us nīl meṅ yūṇ girā gīdaṛ
sab ho gayā kīchaṛ hī kīchaṛ
kīchaṛ
jitne the jaṅgal meṅ vah sab
gīdaṛ kā pānī bharne lage
sab samjhe koī avtār hai vo
sab uskī sevā karne lage
sāvan ke mahīne meṅ ik din
kuchh gīdaṛ mil ke gāne lage
nīle gīdaṛ ko jośh āyā
birādrī par itrāne lagā
aur jhūm ke jab ālāp kiyā
ā ā
pahchāne gae aur pakaṛe gae
har ek ne khūb piṭāī kī
aur sabne khūb dhunāī kī
de danādan le danādan -2