Ek banjaaraa gaae, jeevan ke geet sunaae

एक बंजारा गाए, जीवन के गीत सुनाए
Year
Language

एक बंजारा गाए, जीवन के गीत सुनाए
हम सब जीने वालों को जीने की राह बताए

ज़माने वालो किताब-ए-ग़म में
खुशी का कोई फ़साना ढूँढो
हो ओ ओ ओ … आँखों में आँसू भी आए
वो आकर मुस्काए

सभी को देखो नहीं होता है
नसीबा रौशन सितारों जैसा
सयाना वो है जो पतझड़ में भी
सजा ले गुलशन बहारों जैसा
हो ओ ओ ओ … कागज़ के फूलों को भी
जो महका कर दिखलाए

ek baṅjārā gāe, jīvan ke gīt sunāe
ham sab jīne vāloṅ ko jīne kī rāh batāe

zamāne vālo kitāb-e-ġham meṅ
khuśhī kā koī fasānā ḍhūṇḍho
ho o o o … āṇkhoṅ meṅ āṇsū bhī āe
vo ākar muskāe

sabhī ko dekho nahīṅ hotā hai
nasībā rauśhan sitāroṅ jaisā
sayānā vo hai jo patjhaṛ meṅ bhī
sajā le gulaśhan bahāroṅ jaisā
ho o o o … kāgaz ke phūloṅ ko bhī
jo mahkā kar dikhlāe