एक बार एक बार प्यार से तू बोल्
एक बार एक बार प्यार से तू बोल
प्यार से तू बोल मेरे यार
एक बार एक बार …
जब इक लड़का किसी लड़की से मिले
उसे हो जाता है प्यार
वो मुंह से तो कुछ भी ना कहे
पर दिल तो ये कहता है यार
क्या
एक बार एक बार …
सामने तू आ गई बेकरारी छा गई
पहली मुलाकात हो गई
होश तू उड़ा गई धड़कनें बढ़ा गई
दिल से दिल की बात हो गई
इन निगाहों ने इन अदाओं ने ले लिया है करार
एक बार एक बार …
ऐसा दिलरुबा हसीं देखा मैने ना कहीं
तूने दिल मेरा चुरा लिया
तेरे इन सवालों में खो गई ख्यालों में
तूने दर्द-ए-दिल मुझे दिया
मेरी धड़कनों पे मेरी चाहत पे मेरा ना इख्तियार
एक बार एक बार …
ek bār ek bār pyār se tū bol
pyār se tū bol mere yār
ek bār ek bār …
jab ik laṛkā kisī laṛkī se mile
use ho jātā hai pyār
vo muṅh se to kuchh bhī nā kahe
par dil to ye kahtā hai yār
kyā
ek bār ek bār …
sāmne tū ā gaī bekrārī chhā gaī
pahlī mulākāt ho gaī
hośh tū uṛā gaī dhaṛakneṅ baṛhā gaī
dil se dil kī bāt ho gaī
in nigāhoṅ ne in adāoṅ ne le liyā hai karār
ek bār ek bār …
aisā dilrubā hasīṅ dekhā maine nā kahīṅ
tūne dil merā churā liyā
tere in savāloṅ meṅ kho gaī khyāloṅ meṅ
tūne dard-e-dil mujhe diyā
merī dhaṛaknoṅ pe merī chāhat pe merā nā ikhtiyār
ek bār ek bār …