एक बार धरती पर आकर देख ज़रा भगवान्
मु : एक बार धरती पर आकर देख ज़रा भगवान
तेरे हाथों आज हुआ बरबाद तेरा इन्सान
देख ज़रा भगवान
को: आकर देख ज़रा भगवान -2
ज़ुल्म किया क्यों पालनहारे चिता बन गई है द्वारे-द्वारे
माँ की गोदी आज बनी है एक जलता शम्शान
देख ज़रा भगवान
को: आकर देख ज़रा भगवान -2
बिछड़ गया है बहन से भाई दुल्हन की टूटी शहनाई
हाय पिता ने मरते देखा अपना पुत्र जवान
देख ज़रा भगवान
को: आकर देख ज़रा भगवान -2
मंदिर की रो रही दीवारें मस्ज़िद भी अब यही पुकारे
वही है धरती वही गगन है कहाँ तेरा ईमान
देख ज़रा भगवान
को: आकर देख ज़रा भगवान -2
तेरा देखा ख़ूब तमाशा पलट गया क़िस्मत का पासा
बदल डाल अब नाम तू अपना ओ रहबर रहमान
देख ज़रा भगवान
एक बार धरती पर …
को: आकर देख ज़रा भगवान -2
mu : ek bār dhartī par ākar dekh zarā bhagvān
tere hāthoṅ āj huā barbād terā insān
dekh zarā bhagvān
ko: ākar dekh zarā bhagvān -2
zulm kiyā kyoṅ pālanhāre chitā ban gaī hai dvāre-dvāre
māṇ kī godī āj banī hai ek jaltā śhamśhān
dekh zarā bhagvān
ko: ākar dekh zarā bhagvān -2
bichhaṛ gayā hai bahan se bhāī dulhan kī ṭūṭī śhahnāī
hāy pitā ne marte dekhā apnā putr javān
dekh zarā bhagvān
ko: ākar dekh zarā bhagvān -2
maṅdir kī ro rahī dīvāreṅ maszid bhī ab yahī pukāre
vahī hai dhartī vahī gagan hai kahāṇ terā īmān
dekh zarā bhagvān
ko: ākar dekh zarā bhagvān -2
terā dekhā khūb tamāśhā palaṭ gayā qismat kā pāsā
badal ḍāl ab nām tū apnā o rahbar rahmān
dekh zarā bhagvān
ek bār dhartī par …
ko: ākar dekh zarā bhagvān -2