आ आ कैसे समझाऊँ बड़ी नासमझ हो
र: एक बार आती है रुत ऐसी रोज़ नहीं
के मुझको सम्भालो कोई मुझको होश नहीं
आ: एक बार आती है रुत ऐसी रोज़ नहीं
वो दिल कोई दिल नहीं है जिसमें जोश नहीं
र: हो हो हो
ये तेरी नैन रेखा रेखा में ख़ुद को देखा
न पूछ दिल की हालत है दौर ये ख़ुशी का -2
ओ झूम-झूम गाता है दिल ऐसा रोज़ नहीं
के मुझको सम्भालो …
आ: हो हो हो
दिल मेरा डोले ये खाए हिचकोले
मैं हाय-हाय करूँ ये भेद सारा खोले -2
हो नैनन बान चलाती है रुत ऐसी रोज़ नहीं
वो दिल कोई दिल …
र: हो ये दिल डगमगाए नज़र लड़खड़ाए
मैं गिर-गिर जाऊँ जब सामने तू आए -2
हो दिल की बात बताता है दिल ऐसा रोज़ नहीं
के मुझको सम्भालो …
को: मुझको होश नहीं
आ: हो प्यार भरी सैंया तू डाल गले बहियाँ
डाल दूँगी तुझ पर मैं पलकों की छैंया
हो दिल से दिल मिलाती है रुत ऐसी रोज़ नहीं
वो दिल कोई दिल …
को: एक बार आता है दिन ऐसा रोज़ नहीं
के मुझको सम्भालो कोई मुझको होश नहीं
ra: ek bār ātī hai rut aisī roz nahīṅ
ke mujhko sambhālo koī mujhko hośh nahīṅ
ā: ek bār ātī hai rut aisī roz nahīṅ
vo dil koī dil nahīṅ hai jismeṅ jośh nahīṅ
ra: ho ho ho
ye terī nain rekhā rekhā meṅ khud ko dekhā
na pūchh dil kī hālat hai daur ye khuśhī kā -2
o jhūm-jhūm gātā hai dil aisā roz nahīṅ
ke mujhko sambhālo …
ā: ho ho ho
dil merā ḍole ye khāe hichkole
maiṅ hāy-hāy karūṇ ye bhed sārā khole -2
ho nainan bān chalātī hai rut aisī roz nahīṅ
vo dil koī dil …
ra: ho ye dil ḍagamgāe nazar laṛkhaṛāe
maiṅ gir-gir jāūṇ jab sāmne tū āe -2
ho dil kī bāt batātā hai dil aisā roz nahīṅ
ke mujhko sambhālo …
ko: mujhko hośh nahīṅ
ā: ho pyār bharī saiṅyā tū ḍāl gale bahiyāṇ
ḍāl dūṇgī tujh par maiṅ palkoṅ kī chhaiṅyā
ho dil se dil milātī hai rut aisī roz nahīṅ
vo dil koī dil …
ko: ek bār ātā hai din aisā roz nahīṅ
ke mujhko sambhālo koī mujhko hośh nahīṅ