Ek to aisee larkee ho jo mere naam se sajtee ho

एक तो ऐसी लड़की हो जो मेरे नाम से सजती हो
Work
Year
Language

एक तो ऐसी लड़की हो जो मेरे नाम से सजती हो
शाम सवेरे आँख बिछाए मेरा रस्ता तकती हो
ओ रे ओ ओ रे ओ हूं आ

एक तो ऐसा लड़का हो जो मेरे नाम से सजता हो
शाम सवेरे आँख बिछाए मेरा रस्ता तकता हो
ओ रे ओ ओ रे ओ हूं आ

दिल में नई धड़कन लिए आए मेरे सामने
बहके हुए जज़्बात को आगोश में थाम ले
सच मेरा सपना हो ऐसा कोई अपना हो
चाहे मुझे जो दिन रात ओ
एक तो ऐसी लड़की …

भूलूं न मैं सारी उमर इतना मुझे प्यार दे
हो तन्हा मेरे अरमान को चाहत का संसार दे
उसपे मैं मरता हूँ इश्क़ उसी से करता हूँ
कैसे रहूं मैं उसके बिना ओ
एक तो ऐसा लड़का …

ek to aisī laṛkī ho jo mere nām se sajtī ho
śhām savere āṇkh bichhāe merā rastā taktī ho
o re o o re o hūṅ ā

ek to aisā laṛkā ho jo mere nām se sajtā ho
śhām savere āṇkh bichhāe merā rastā taktā ho
o re o o re o hūṅ ā

dil meṅ naī dhaṛkan lie āe mere sāmne
bahke hue jazbāt ko āgośh meṅ thām le
sach merā sapnā ho aisā koī apnā ho
chāhe mujhe jo din rāt o
ek to aisī laṛkī …

bhūlūṅ na maiṅ sārī umar itnā mujhe pyār de
ho tanhā mere armān ko chāhat kā saṅsār de
uspe maiṅ martā hūṇ iśhq usī se kartā hūṇ
kaise rahūṅ maiṅ uske binā o
ek to aisā laṛkā …