एहसान तेरा होगा मुझपर
दिल चाहता है वो कहने दो
मुझे तुम से मोहब्बत हो गयी है
मुझे पलकों की छाँव में रहने दो
तुम ने मुझको हँसना सिखाया
रोने कहोगे रो लेंगे अब
आँसू का हमारे गम ना करो
वो बहते हैं तो बहने दो
चाहे बना दो चाहे मिटा दो
मर भी गए तो देंगे दुवाएं
उड़ उड़ के कहेगी ख़ाक सनम
ये दर्द-ए-मोहब्बत सहने दो
ehsān terā hogā mujhapar
dil chāhtā hai vo kahne do
mujhe tum se mohabbat ho gayī hai
mujhe palkoṅ kī chhāṇv meṅ rahne do
tum ne mujhko hṇsnā sikhāyā
rone kahoge ro leṅge ab
āṇsū kā hamāre gam nā karo
vo bahte haiṅ to bahne do
chāhe banā do chāhe miṭā do
mar bhī gae to deṅge duvāeṅ
uṛ uṛ ke kahegī khāk sanam
ye dard-e-mohabbat sahne do