दुश्मन ना करे दोस्त ने वो काम किया है
दुश्मन ना करे दोस्त ने वो काम किया है
उम्रभर का गम हमें इनाम दिया है
तूफां में हम को छोड़ के साहिल पे आ गये
नाखुदा का हम ने जिन्हे नाम दिया है
पहले तो होश छिन लिये जुल्म-ओ-सितम से
दीवानगी का फिर हमें इल्ज़ाम दिया है
अपने ही गिराते हैं नशेमन पे बिजलियाँ
गैरो ने आ के फिर भी उसे थाम लिया है
बनकर रकिब बैठे है वो जो हबीब थे
यारों ने खूब फ़र्ज़ को अंजाम दिया है
duśhman nā kare dost ne vo kām kiyā hai
umrbhar kā gam hameṅ inām diyā hai
tūphāṅ meṅ ham ko chhoṛ ke sāhil pe ā gaye
nākhudā kā ham ne jinhe nām diyā hai
pahle to hośh chhin liye julm-o-sitam se
dīvāngī kā phir hameṅ ilzām diyā hai
apne hī girāte haiṅ naśheman pe bijliyāṇ
gairo ne ā ke phir bhī use thām liyā hai
bankar rakib baiṭhe hai vo jo habīb the
yāroṅ ne khūb farz ko aṅjām diyā hai