la: maine dekhā tūne dekhā
( maine dekhā tūne dekhā
isne dekhā usne dekhā
sabne dekhā ) -2
ki: kyā dekhā kyā dekhā
la: ( ik duśhman
jo dostoṅ se pyārā hai ) -2
ki: maine dekhā tūne dekhā
maine dekhā tūne dekhā
isne dekhā usne dekhā
sabne dekhā
la: kyā dekhā kyā dekhā
ki: ( ek gāṇv
jo śhahroṅ se bhī nyārā hai ) -2
la: duśhman duśhman
jo dostoṅ se pyārā hai
la: āj sazā deṅge ham tumko
terī sab bhūloṅ kī
tere galeṅ meṅ ham ḍāleṅge
ye mālā phūloṅ kī
is gāṇv kī rīt yahī hai
jīvan saṅgīt yahī hai
āj ke din kā gīt yahī hai
yahī hai
la: maine dekhā tūne dekhā
maine dekhā tūne dekhā
isne dekhā usne dekhā
sabne dekhā
ki: kyā dekhā kyā dekhā
la: ik chāṇd
jo sabkī āṇkh kā tārā hai
duśhman-duśhman
jo dostoṅ se pyārā hai
ki: sabne māf kiyā mujhko par
maiṅ hūṇ jiskā doṣhī
kab ṭūṭegī uske ghāyal
hoṇṭhoṅ kī khāmośhī
vo bhī māf kare to jānūṇ
man ko sāf kare to jānūṇ
insāf kare to jānūṇ to jānūṇ
merā nahīṅ terā nahīṅ -2
iskā nahīṅ uskā nahīṅ
kisī kā nahīṅ
ye doṣh taqdīr kā sārā hai -2
ek gāṇv
jo śhahroṅ se bhī nyārā hai