Title (Indic)चाहे लाख करो तुम पूजा ... गरीबों की सुनो WorkDus Lakh Year1966 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ravi Performer Asha Bhosle Performer Mohammad Rafi LyricsHindiचाहे लाख करो तुम पूजा तीरथ करो हज़ार दीन-दुखी को ठुकराया तो सब-कुछ है बेकार गरीबों की सुनो वो तुम्हारी सुनेगा -2 तुम एक पैसा दोगे वो दस लाख देगा दो: गरीबों की सुनो … र: भूख लगे तो ये बच्चे आँसू पी कर रह जाते हैं हाय गरीबों की मजबूरी क्या-क्या ये सह जाते हैं ये बचपन के दिन हैं घड़ी खेलने की आ: उमर ये नहीं ऐसे दुख झेलने की र: तरस खाओ इनपे ऐ औलाद वालों उठा लो इन्हें भी गले से लगा लो आ: उठा लो इन्हें भी गले से लगा लो र: मुरझाए ना फूल कहीं ये आँधी और बरसात में दो: गरीबों की सुनो … आ: बदक़िस्मत बीमार ये बूढ़ा क़दम-क़दम पर गिरता है फिर भी इन बच्चों की ख़ातिर हाथ पसारे फिरता है र: कहीं इनका ये साथ ना छूट जाए आ: अनाथों की ये आस भी टूट जाए र: कहाँ जाएँगे ये मुक़द्दर के मारे ये बुझते दिए टिमटिमाते सितारे आ: ये बुझते दिए टिमटिमाते सितारे र: इन बेघर बेचारों की क़िस्मत है तुम्हारे हाथ में दो: गरीबों की सुनो … Englishchāhe lākh karo tum pūjā tīrath karo hazār dīn-dukhī ko ṭhukrāyā to sab-kuchh hai bekār garīboṅ kī suno vo tumhārī sunegā -2 tum ek paisā doge vo das lākh degā do: garīboṅ kī suno … ra: bhūkh lage to ye bachche āṇsū pī kar rah jāte haiṅ hāy garīboṅ kī majbūrī kyā-kyā ye sah jāte haiṅ ye bachapan ke din haiṅ ghaṛī khelne kī ā: umar ye nahīṅ aise dukh jhelne kī ra: taras khāo inpe ai aulād vāloṅ uṭhā lo inheṅ bhī gale se lagā lo ā: uṭhā lo inheṅ bhī gale se lagā lo ra: murjhāe nā phūl kahīṅ ye āṇdhī aur barsāt meṅ do: garīboṅ kī suno … ā: badaqismat bīmār ye būṛhā qadam-qadam par girtā hai phir bhī in bachchoṅ kī khātir hāth pasāre phirtā hai ra: kahīṅ inkā ye sāth nā chhūṭ jāe ā: anāthoṅ kī ye ās bhī ṭūṭ jāe ra: kahāṇ jāeṇge ye muqaddar ke māre ye bujhte die ṭimṭimāte sitāre ā: ye bujhte die ṭimṭimāte sitāre ra: in beghar bechāroṅ kī qismat hai tumhāre hāth meṅ do: garīboṅ kī suno …