दुपट्टे की गिरह में बाँध लीजिए
दुपट्टे की गिरह में बाँध लीजिए
मेरा दिल है कभी काम आएगा
दुपट्टे की गिरह में …
ये माना तुम हसीं हो नाज़नीं हो
मेरे दिल में तुम ही पर्दानशीं हो
कहाँ ले जाओगी तुम ऐसी सूरत
कभी तो होगी साथी की ज़रूरत
मेरा दिल है इसे साथी बना लो
इसे अपनी निगाह में छुपा लो
दुपट्टे की गिरह में …
मेरे दिल से अब न दामन बचाओ
तुम्हें मेरी क़सम है तुम पास आओ
मेरा दिल प्यार में डूबा हुआ है
तुम्हारी याद में खोया हुआ है
मेरा दिल आपसे बढ़कर हसीं है
हसीनों की तरह क़ातिल नहीं है
दुपट्टे की गिरह में …
जवानी तक हैं ये सारे झमेले
न होंगे आशिक़ के फिर ये मेले
करेगी ये उमर जब बेवफ़ाई
चुरा लेगी नज़र सारी ख़ुदाई
मेरा दिल ही तुम्हें देगा सहारा
बनेगा तूफ़ाँ में किनारा
दुपट्टे की गिरह में …
dupaṭṭe kī girah meṅ bāṇdh lījie
merā dil hai kabhī kām āegā
dupaṭṭe kī girah meṅ …
ye mānā tum hasīṅ ho nāznīṅ ho
mere dil meṅ tum hī pardānśhīṅ ho
kahāṇ le jāogī tum aisī sūrat
kabhī to hogī sāthī kī zarūrat
merā dil hai ise sāthī banā lo
ise apnī nigāh meṅ chhupā lo
dupaṭṭe kī girah meṅ …
mere dil se ab na dāman bachāo
tumheṅ merī qasam hai tum pās āo
merā dil pyār meṅ ḍūbā huā hai
tumhārī yād meṅ khoyā huā hai
merā dil āpse baṛhkar hasīṅ hai
hasīnoṅ kī tarah qātil nahīṅ hai
dupaṭṭe kī girah meṅ …
javānī tak haiṅ ye sāre jhamele
na hoṅge āśhiq ke phir ye mele
karegī ye umar jab bevafāī
churā legī nazar sārī khudāī
merā dil hī tumheṅ degā sahārā
banegā tūfāṇ meṅ kinārā
dupaṭṭe kī girah meṅ …