इस दुनिया में ऐ दिलवालों दिल का लगाना खेल नहीं
इस दुनिया में ऐ दिलवालों दिल का लगाना खेल नहीं
उल्फ़त करना खेल है लेकिन कर के निभाना खेल नहीं
जबसे हुए हैं दूर वो हमसे ( ढूँढ रही है उनको नज़र ) -2
( हाय रे ओ बेदर्द ज़माने ) -2 ये भी नहीं है उनको ख़बर
आग लगी है दिल में कुछ ऐसी जिसका बुझाना खेल नहीं
इस दुनिया में …
लाख सताएँ प्यार के दुश्मन ( भूल सकेंगे उनको न हम ) -2
( और बढ़ेगी उनकी मोहब्बत ) -2 जितने भी होंगे ज़ुल्म-ओ-सितम
कहदे कोई नादानों से हमको मिटाना खेल नहीं
इस दुनिया में …
is duniyā meṅ ai dilvāloṅ dil kā lagānā khel nahīṅ
ulfat karnā khel hai lekin kar ke nibhānā khel nahīṅ
jabse hue haiṅ dūr vo hamse ( ḍhūṇḍh rahī hai unko nazar ) -2
( hāy re o bedard zamāne ) -2 ye bhī nahīṅ hai unko khabar
āg lagī hai dil meṅ kuchh aisī jiskā bujhānā khel nahīṅ
is duniyā meṅ …
lākh satāeṇ pyār ke duśhman ( bhūl sakeṅge unko na ham ) -2
( aur baṛhegī unkī mohabbat ) -2 jitne bhī hoṅge zulm-o-sitam
kahde koī nādānoṅ se hamko miṭānā khel nahīṅ
is duniyā meṅ …