दुनिया क्या जाने मेरा अफ़साना
( दुनिया क्या जाने मेरा अफ़साना
क्यूँ गाये दिल उलफ़त का तराना ) -2
दुनिया क्या जाने
हो ओ ओ
( नींद न आये दिल बस में नहीं
तू है कहीं तो पिया मैं हूँ कहीं ) -2
ओ साजनवा रे
ओ बालमवा रे
चाँदनी रातें और ये समाँ
रुत भी अनोखी मैं भी जवाँ
मैं भी दीवानी तू भी दीवाना
फिर कैसे बीते मौसम सुहाना
हो ओ
( रात कटे न बिन तेरे पिया
आजा अकेले नहीं लागे जिया ) -2
ओ साजनवा रे
ओ बालमवा रे
झिलमिल तारे मस्त हवा
छेड़ दे मुरली आ के ज़रा
हो ओ
तेरे संग गाऊँ मैं क्या गाना
सुन-सुन के जिसको नाचे ज़माना
दुनिया क्या जाने मेरा अफ़साना
क्यूँ गाये दिल उलफ़त का तराना
दुनिया क्या जाने
( duniyā kyā jāne merā afsānā
kyūṇ gāye dil ulafat kā tarānā ) -2
duniyā kyā jāne
ho o o
( nīṅd na āye dil bas meṅ nahīṅ
tū hai kahīṅ to piyā maiṅ hūṇ kahīṅ ) -2
o sājanvā re
o bālamvā re
chāṇdnī rāteṅ aur ye samāṇ
rut bhī anokhī maiṅ bhī javāṇ
maiṅ bhī dīvānī tū bhī dīvānā
phir kaise bīte mausam suhānā
ho o
( rāt kaṭe na bin tere piyā
ājā akele nahīṅ lāge jiyā ) -2
o sājanvā re
o bālamvā re
jhilmil tāre mast havā
chheṛ de murlī ā ke zarā
ho o
tere saṅg gāūṇ maiṅ kyā gānā
sun-sun ke jisko nāche zamānā
duniyā kyā jāne merā afsānā
kyūṇ gāye dil ulafat kā tarānā
duniyā kyā jāne