Duniyaa banaanevaale kyaa tere man me samaaee

दुनिया बनानेवाले क्या तेरे मन मे समाई
Year
Language

दुनिया बनानेवाले क्या तेरे मन मे समाई
काहे को दुनिया बनाई, तूने काहे को दुनिया बनाई

काहे बनाये तूने माटी के पुतले
धरती ये प्यारी प्यारी, मुखड़े ये उजले
काहे बनाया तू ने दुनिया का खेला
जिस में लगाया जवानी का मेला
गुपचुप तमाशा देखे, वाह रे तेरी खुदाई

तू भी तो तड़पा होगा मन को बनाकर
तूफां ये प्यार का मन में छुपाकर
कोई छबी तो होगी आँखों में तेरी
आँसू भी छलके होंगे पलकों से तेरी
बोल क्या सूझी तुझको, काहे को प्रीत जगाई

प्रीत बना के तूने जीना सिखाया
हँसना सिखाया, रोना सिखाया
जीवन के पथ पर मीत मिलाये
मीत मिला के तूने सपने जगाये
सपने जगा के तूने, काहे को दे दी जुदाई

duniyā banānevāle kyā tere man me samāī
kāhe ko duniyā banāī, tūne kāhe ko duniyā banāī

kāhe banāye tūne māṭī ke putle
dhartī ye pyārī pyārī, mukhaṛe ye ujle
kāhe banāyā tū ne duniyā kā khelā
jis meṅ lagāyā javānī kā melā
gupchup tamāśhā dekhe, vāh re terī khudāī

tū bhī to taṛpā hogā man ko banākar
tūphāṅ ye pyār kā man meṅ chhupākar
koī chhabī to hogī āṇkhoṅ meṅ terī
āṇsū bhī chhalke hoṅge palkoṅ se terī
bol kyā sūjhī tujhko, kāhe ko prīt jagāī

prīt banā ke tūne jīnā sikhāyā
hṇsnā sikhāyā, ronā sikhāyā
jīvan ke path par mīt milāye
mīt milā ke tūne sapne jagāye
sapne jagā ke tūne, kāhe ko de dī judāī