Dulhan too doolhaa main ban jaaoongaa

दुल्हन तू दूल्हा मैं बन जाऊंगा
Year
Language

दुल्हन तू दूल्हा मैं बन जाऊंगा
मेरा इंतज़ार करना बारात लेकर आऊंगा

दूल्हा तू दुल्हन मैं बन जाऊंगी
देख सजना प्यार में तेरे मर जाऊंगी

मेरे जीवन साथी जब से दिल में मेरे आए हो
जन्म जन्म के प्यार को अपने साथ में जैसे लाए हो
देखा मैने तुझको जब से मांग लिया तुम्हें अपने रब से
तुझ बिन जी न पाऊंगी
दूल्हा तू दुल्हन मैं …

dulhan tū dūlhā maiṅ ban jāūṅgā
merā iṅtazār karnā bārāt lekar āūṅgā

dūlhā tū dulhan maiṅ ban jāūṅgī
dekh sajnā pyār meṅ tere mar jāūṅgī

mere jīvan sāthī jab se dil meṅ mere āe ho
janm janm ke pyār ko apne sāth meṅ jaise lāe ho
dekhā maine tujhko jab se māṅg liyā tumheṅ apne rab se
tujh bin jī na pāūṅgī
dūlhā tū dulhan maiṅ …