दुल्हन बनी हुई, अब के चमन में आई है
दुल्हन बनी हुई, अब के चमन में आई है
बहार हो के तेरी, अन्जुमन में आई है
तो सजना आये हैं
डोली लाये हैं, सहेलियों, अब तो बढ़ाओ मोरी शान
तारों से मोरी माँग भरो - 3
आया है कोई लेने मुझको बांध कर सर पर सेहरा
मेरे ख्यालों का गहना है चाँद सा उसका चेहरा
जग उठे हैं अरमान, तारों मोरी माँग भरो
हो सजना आये हैं
डोली लाये हैं, सहेलियों, अब तो बढ़ाओ मोरी शान
तारों से मोरी माँग भरो
माथा बिन्दिया से चमका दो, अँखियों में भरदो कजरा
हाथ रचा दो मेहंदी से और डालो गले में गजरा
होगा तुम्हारा एहसान
तारों मोरी माँग भरो
हो सजना आये हैं
डोली लाये हैं, सहेलियों, अब तो बढ़ाओ मोरी शान
तारों से मोरी माँग भरो
मुझको विदा करवादो सखियों
मोरे मात-पिता से
दूर खड़ा आँसू ना बहाये
कह दो ये भैया से
मैं तो थी मेहमान
तारों से मोरी माँग भरो
(हो सजना आये हैं
डोली लाये हैं, सहेलियों, अब तो बढ़ाओ मोरी शान
तारों से मोरी माँग भरो ) - 2
dulhan banī huī, ab ke chaman meṅ āī hai
bahār ho ke terī, anjuman meṅ āī hai
to sajnā āye haiṅ
ḍolī lāye haiṅ, saheliyoṅ, ab to baṛhāo morī śhān
tāroṅ se morī māṇg bharo - 3
āyā hai koī lene mujhko bāṅdh kar sar par sehrā
mere khyāloṅ kā gahnā hai chāṇd sā uskā chehrā
jag uṭhe haiṅ armān, tāroṅ morī māṇg bharo
ho sajnā āye haiṅ
ḍolī lāye haiṅ, saheliyoṅ, ab to baṛhāo morī śhān
tāroṅ se morī māṇg bharo
māthā bindiyā se chamkā do, aṇkhiyoṅ meṅ bhardo kajrā
hāth rachā do mehaṅdī se aur ḍālo gale meṅ gajrā
hogā tumhārā ehsān
tāroṅ morī māṇg bharo
ho sajnā āye haiṅ
ḍolī lāye haiṅ, saheliyoṅ, ab to baṛhāo morī śhān
tāroṅ se morī māṇg bharo
mujhko vidā karvādo sakhiyoṅ
more māt-pitā se
dūr khaṛā āṇsū nā bahāye
kah do ye bhaiyā se
maiṅ to thī mehmān
tāroṅ se morī māṇg bharo
(ho sajnā āye haiṅ
ḍolī lāye haiṅ, saheliyoṅ, ab to baṛhāo morī śhān
tāroṅ se morī māṇg bharo ) - 2