Dream-girl, dream-girl, dream-girl, dream-girl
किसी शायर की ग़ज़ल, dream-girl
किसी झील का कंवल, dream-girl
कभी तो मिलेगी, कहीं तो मिलेगी,
आज नहीं तो कल, dream-girl …
सिमटी गुलाबों में, लिपटी हिजाबों में - 2
सासों में आती है, भीगी शराबों में
पास रहती है वो पल दो पल, कौन? dream-girl …
जब देखती है वो, मैं पूछ लूंगा तो - 2
शबनम, घटा, चांदनी बन जाते हैं दोस्तों
रंग रूप है वो लेती बदल, हे, dream-girl …
Dream-girl, dream-girl, dream-girl, dream-girl
kisī śhāyar kī ġhazal, dream-girl
kisī jhīl kā kaṅval, dream-girl
kabhī to milegī, kahīṅ to milegī,
āj nahīṅ to kal, dream-girl …
simṭī gulāboṅ meṅ, lipṭī hijāboṅ meṅ - 2
sāsoṅ meṅ ātī hai, bhīgī śharāboṅ meṅ
pās rahtī hai vo pal do pal, kaun? dream-girl …
jab dekhtī hai vo, maiṅ pūchh lūṅgā to - 2
śhabnam, ghaṭā, chāṅdnī ban jāte haiṅ dostoṅ
raṅg rūp hai vo letī badal, he, dream-girl …