Title (Indic)जाने वालों ज़रा, मुड़ के देखो मुझे WorkDosti Year1964 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mohammad Rafi Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindi(जाने वालों ज़रा, मुड़ के देखो मुझे एक इन्सान हूँ मैं तुम्हारी तरह) -2 जिसने सबको रचा, अपने ही रूप से उसकी पहचान हूँ मैं तुम्हारी तरह जाने वालों ज़रा … इस अनोखे जगत की मैं तक़दीर हूँ -2 मैं विधाता के हाथों की तसवीर हूँ एक तसवीर हूँ इस जहाँ के लिये, धरती माँ के लिये शिव का वरदान हूँ, मैं तुम्हारी तरह जाने वालों ज़रा… मन के अंदर छिपाए मिलन की लगन -2 अपने सूरज से हूँ एक बिछड़ी किरण एक बिछड़ी किरण फिर रहा हूँ भटकता, मैं यहाँ से वहाँ और परेशान हूँ, मैं तुम्हारी तरह जाने वालों ज़रा… मेरे पास आओ छोड़ो यह सारा भरम -2 जो मेरा दुख वही है तुम्हारा भी ग़म है तुम्हारा भी ग़म देखता हूँ तुम्हे, जानता हूँ तुम्हे लाख अन्जान हूँ, मैं तुम्हारी तरह जाने वालों ज़रा… English(jāne vāloṅ zarā, muṛ ke dekho mujhe ek insān hūṇ maiṅ tumhārī tarah) -2 jisne sabko rachā, apne hī rūp se uskī pahchān hūṇ maiṅ tumhārī tarah jāne vāloṅ zarā … is anokhe jagat kī maiṅ taqdīr hūṇ -2 maiṅ vidhātā ke hāthoṅ kī tasvīr hūṇ ek tasvīr hūṇ is jahāṇ ke liye, dhartī māṇ ke liye śhiv kā vardān hūṇ, maiṅ tumhārī tarah jāne vāloṅ zarā… man ke aṅdar chhipāe milan kī lagan -2 apne sūraj se hūṇ ek bichhaṛī kiraṇ ek bichhaṛī kiraṇ phir rahā hūṇ bhaṭaktā, maiṅ yahāṇ se vahāṇ aur pareśhān hūṇ, maiṅ tumhārī tarah jāne vāloṅ zarā… mere pās āo chhoṛo yah sārā bharam -2 jo merā dukh vahī hai tumhārā bhī ġham hai tumhārā bhī ġham dekhtā hūṇ tumhe, jāntā hūṇ tumhe lākh anjān hūṇ, maiṅ tumhārī tarah jāne vāloṅ zarā…