दोस्ती करते नहीं दोस्ती हो जाती है
दोस्ती करते नहीं दोस्ती हो जाती है
दोस्ती बढ़ जाए तो आशिक़ी बन जाती है
आशिक़ी बढ़ जाए तो बन्दगी बन जाती है
होंठों के ऊपर रुकती नहीं पलकों के पीछे छुपती नहीं
लगती नहीं ये दिल की लगी लग जाए तो फिर बुझती नहीं
कैसा नशा है इस प्यार का दिल जिससे मदहोश हो जाते हैं
कुछ लोग गाते हैं झूमके कुछ लोग ख़ामोश हो जाते हैं
ये ख़ामोशी इक दिन शायरी बन जाती है
दोस्ती करते नहीं …
चलते हैं जादू यूं प्यार के सब लोग हैरान हो जाते हैं
जो प्यार करते हैं कहते नहीं चुपके से क़ुर्बां हो जाते हैं
दिल में किसी की रहती है याद होंठों पे रहता है कोई नाम
क़ुर्बान जाएं इस प्यार में इस प्यार को हम सबका सलाम
प्यार की पहली नज़र आखरी बन जाती है
दोस्ती करते नहीं …
प्यार की ये मौत भी ज़िंदगी बन जाती है
dostī karte nahīṅ dostī ho jātī hai
dostī baṛh jāe to āśhiqī ban jātī hai
āśhiqī baṛh jāe to bandgī ban jātī hai
hoṅṭhoṅ ke ūpar ruktī nahīṅ palkoṅ ke pīchhe chhuptī nahīṅ
lagtī nahīṅ ye dil kī lagī lag jāe to phir bujhtī nahīṅ
kaisā naśhā hai is pyār kā dil jisse madhośh ho jāte haiṅ
kuchh log gāte haiṅ jhūmke kuchh log khāmośh ho jāte haiṅ
ye khāmośhī ik din śhāyrī ban jātī hai
dostī karte nahīṅ …
chalte haiṅ jādū yūṅ pyār ke sab log hairān ho jāte haiṅ
jo pyār karte haiṅ kahte nahīṅ chupke se qurbāṅ ho jāte haiṅ
dil meṅ kisī kī rahtī hai yād hoṅṭhoṅ pe rahtā hai koī nām
qurbān jāeṅ is pyār meṅ is pyār ko ham sabkā salām
pyār kī pahlī nazar ākhrī ban jātī hai
dostī karte nahīṅ …
pyār kī ye maut bhī ziṅdgī ban jātī hai