Title (Indic)जिंदगी में जब तुम्हारे गम नहीं थे WorkDooriyan Year1981 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jaidev Performer Bhupendra Performer Anuradha Paudwal Writer Sudarshan Fakir LyricsHindiजिन्दगी में जब तुम्हारे गम नहीं थे इतने तनहा थे के हम भी हम नहीं थे वक्तपर जो लोग काम आये हैं अक्सर अजनबी थे वो मेरे हमदम नहीं थे बेसबब था तेरा मिलना रहगुजर में हादसे हर मोड़ पर कुछ कम नहीं थे हम ने ख्वाबो में खुदा बनकर भी देखा आप की बाहों में वो आलम नहीं थे सामने दीवार थी खुद्दारियों की वरना रास्तें प्यार के पुरखम नहीं थे Englishjindgī meṅ jab tumhāre gam nahīṅ the itne tanhā the ke ham bhī ham nahīṅ the vaktapar jo log kām āye haiṅ aksar ajanbī the vo mere hamdam nahīṅ the besbab thā terā milnā rahgujar meṅ hādse har moṛ par kuchh kam nahīṅ the ham ne khvābo meṅ khudā bankar bhī dekhā āp kī bāhoṅ meṅ vo ālam nahīṅ the sāmne dīvār thī khuddāriyoṅ kī varnā rāsteṅ pyār ke purkham nahīṅ the