दूर के ओ चंदा आ मेरी बाँहों में आ
दूर के ओ चंदा आ मेरी बाँहों में आ
दिल में रोशनी कर आँखों में तू मुस्कुरा
( घर-घर सावन बरसे है
प्यासी ममता तरसे है ) -2
बिन तेरे मेरा आँगन सूना-सूना
दूर के ओ चंदा …
भोली-भाली आँखों में
इन मतवाली आँखों में
दिल में है जीवन का मनहर सपना
दूर के ओ चंदा …
dūr ke o chaṅdā ā merī bāṇhoṅ meṅ ā
dil meṅ rośhnī kar āṇkhoṅ meṅ tū muskurā
( ghar-ghar sāvan barse hai
pyāsī mamtā tarse hai ) -2
bin tere merā āṇgan sūnā-sūnā
dūr ke o chaṅdā …
bholī-bhālī āṇkhoṅ meṅ
in matvālī āṇkhoṅ meṅ
dil meṅ hai jīvan kā manahar sapnā
dūr ke o chaṅdā …