दूबा तारा उम्मीदों का सहारा छूट गया
डूबा तारा उम्मीदों का सहारा छूट गया -2
जब उनके हाथ से दामन हमारा छूट गया
ओ डूबा तारा …
गीत मिलन के गाती दुनिया देख सकी ना हमको
प्यार पे कोई बस ना चला तो -2
छीन लिया प्रीतम को -2
हाय प्रीतम को
नगरी मेरे अरमानों की ज़माना लूट गया
जो मेरे हाथ से …
प्यासे को सागर दिखला के छीन लिया क्यों पानी ओ
ओ जग वाले
ओ जग वाले तूने भी मेरे -2
दिल की लगी ना जानी -2
हाय ना जानी
टुकड़े हो गए मेरे दिल के नसीबा फूट गया
जो मेरे हाथ से …
ḍūbā tārā ummīdoṅ kā sahārā chhūṭ gayā -2
jab unke hāth se dāman hamārā chhūṭ gayā
o ḍūbā tārā …
gīt milan ke gātī duniyā dekh sakī nā hamko
pyār pe koī bas nā chalā to -2
chhīn liyā prītam ko -2
hāy prītam ko
nagrī mere armānoṅ kī zamānā lūṭ gayā
jo mere hāth se …
pyāse ko sāgar dikhlā ke chhīn liyā kyoṅ pānī o
o jag vāle
o jag vāle tūne bhī mere -2
dil kī lagī nā jānī -2
hāy nā jānī
ṭukaṛe ho gae mere dil ke nasībā phūṭ gayā
jo mere hāth se …