Doob Ke Dariya Mein Kar Lungi Khudkhushi

दूब ख़े डरिय ंएइन ख़र ळुन्गि ख़ुद्खुशि
Year
Language

डूब के दरिया में कर लूंगी खुदकुशी
जो तेरे संग लड़की कभी देखी कहीं

डूब के दरिया में कर लूंगा खुदकुशी
जो तेरे संग लड़का कभी देखा कहीं

दिल न तोड़ोगे कभी मुझसे वादा ये करो
प्यार न कम हो कभी तुम इरादा ये करो
मेरे ख्वाबों में सनम रहती हो शाम-ओ-सहर
इस कदर चाहा तुम्हें नहीं दुनिया की खबर
जाने क्‌यूं मेरे पिया मुझे लगता ये डर
मेरा ऐतबार करो ऐ मेरी जान-ए-जिगर
गाड़ी के नीचे आके कर लूंगी खुदकुशी
जो तेरे संग …

मुश्किल है जीना सनम तेरे बिना तेरी कसम
तू जो रूठा मैं तुझको मना लूंगी
तेरी हर ज़िद सीने से लगा लूंगी
दूर इक पल भी रह न सकूंगी मैं
दर्द सौतन का सह न सकूंगी मैं
दिल में है तू मेरी आँखों में तू
धड़कन में तू मेरी साँसों में तू
पीके ज़हर कसम से कर लूंगी खुदकुशी
हाँ तेरे संग सौतन …

ḍūb ke dariyā meṅ kar lūṅgī khudkuśhī
jo tere saṅg laṛkī kabhī dekhī kahīṅ

ḍūb ke dariyā meṅ kar lūṅgā khudkuśhī
jo tere saṅg laṛkā kabhī dekhā kahīṅ

dil na toṛoge kabhī mujhse vādā ye karo
pyār na kam ho kabhī tum irādā ye karo
mere khvāboṅ meṅ sanam rahtī ho śhām-o-sahar
is kadar chāhā tumheṅ nahīṅ duniyā kī khabar
jāne k‌yūṅ mere piyā mujhe lagtā ye ḍar
merā aitbār karo ai merī jān-e-jigar
gāṛī ke nīche āke kar lūṅgī khudkuśhī
jo tere saṅg …

muśhkil hai jīnā sanam tere binā terī kasam
tū jo rūṭhā maiṅ tujhko manā lūṅgī
terī har zid sīne se lagā lūṅgī
dūr ik pal bhī rah na sakūṅgī maiṅ
dard sautan kā sah na sakūṅgī maiṅ
dil meṅ hai tū merī āṇkhoṅ meṅ tū
dhaṛkan meṅ tū merī sāṇsoṅ meṅ tū
pīke zahar kasam se kar lūṅgī khudkuśhī
hāṇ tere saṅg sautan …