दोनों तरफ़ आग है ... इसी को तो कहते हैं प्यार्
यहां वहां इधर उधर
दोनों तरफ़ आग है लगी
दोनों तरफ़ प्यास है जगी
दोनों तरफ़ एक जैसा हाल
दोनों तरफ़ दिल है बेकरार
इसी को तो कहते हैं प्यार
हा दोनों तरफ़ …
हूं कहीं कहीं खिलते है ये फूल
कभी कभी होती है ये भूल
किसी किसी को ये नशा कोई कोई दिल का खरीददार
जुम्मा जुम्मा हुए सात दिन तेरी मेरी मुलाकात को
नींद नहीं आती रात को जीना मेरा हुआ दुश्वार
इसी को तो कहते …
याद बहुत आते हो तुम आके चले जाते हो तुम
अभी आना जाना छोड़ के दिल में समा जाओ मेरे यार
बैठ जा तू मेरे सामने मैं तेरी तस्वीर खींच लूं
जब भी जहां भी मैं चाहूं कर लूं तेरा दीदार
इसी को तो कहते …
yahāṅ vahāṅ idhar udhar
donoṅ taraf āg hai lagī
donoṅ taraf pyās hai jagī
donoṅ taraf ek jaisā hāl
donoṅ taraf dil hai bekrār
isī ko to kahte haiṅ pyār
hā donoṅ taraf …
hūṅ kahīṅ kahīṅ khilte hai ye phūl
kabhī kabhī hotī hai ye bhūl
kisī kisī ko ye naśhā koī koī dil kā kharīddār
jummā jummā hue sāt din terī merī mulākāt ko
nīṅd nahīṅ ātī rāt ko jīnā merā huā duśhvār
isī ko to kahte …
yād bahut āte ho tum āke chale jāte ho tum
abhī ānā jānā chhoṛ ke dil meṅ samā jāo mere yār
baiṭh jā tū mere sāmne maiṅ terī tasvīr khīṅch lūṅ
jab bhī jahāṅ bhī maiṅ chāhūṅ kar lūṅ terā dīdār
isī ko to kahte …