दोनो जवानी की मस्ती में चूर्
दोनो जवानी की मस्ती में चूर
तेरा क़ुसूर न मेरा क़ुसूर
न तूने signal देखा, न मैं ने signal देखा
accident हो गया, रब्बा रब्बा
accident हो गया, agreement हो गया
permanent हो गया, रब्बा रब्बा
हम दो अनाड़ी, न देखा अगाड़ी, न देखा पिछाड़ी
पटरी पे डाल दी ये दिल की गाड़ी
न तूने बत्ती देखी, न मैं ने झण्डी देखी
accident हो गया रब्बा रब्बा …
राह-ए-शबाब थी, उम्र-ए-हिजाब थी
तू बेनक़ाब थी
मौसम की भी कुछ नीयत खराब थी
न तूने ख़तरा देखा, न मैं ने ख़तरा देखा
accident हो गया रब्बा रब्बा …
अरे नुकसान सारा, तो भरना पड़ेगा
अब प्यार हमको करना पड़ेगा
न तूने सीटी मारी, न मैं सीटी मारी
accident हो गया रब्बा रब्बा …
dono javānī kī mastī meṅ chūr
terā qusūr na merā qusūr
na tūne signal dekhā, na maiṅ ne signal dekhā
accident ho gayā, rabbā rabbā
accident ho gayā, agreement ho gayā
permanent ho gayā, rabbā rabbā
ham do anāṛī, na dekhā agāṛī, na dekhā pichhāṛī
paṭrī pe ḍāl dī ye dil kī gāṛī
na tūne battī dekhī, na maiṅ ne jhaṇḍī dekhī
accident ho gayā rabbā rabbā …
rāh-e-śhabāb thī, umr-e-hijāb thī
tū benaqāb thī
mausam kī bhī kuchh nīyat kharāb thī
na tūne khatrā dekhā, na maiṅ ne khatrā dekhā
accident ho gayā rabbā rabbā …
are nuksān sārā, to bharnā paṛegā
ab pyār hamko karnā paṛegā
na tūne sīṭī mārī, na maiṅ sīṭī mārī
accident ho gayā rabbā rabbā …