Title (Indic)आज अपनी मेहनतों का मुझको समरा मिल गया WorkDoctor Year1941 LanguageHindi Credits Role Artist Music Pankaj Mullick Writer Munshi Arzoo LyricsHindiहाय ( आज अपनी मेहनतों का मुझको समरा (?) मिल गया ) -2 किसमें सुख खोया हुआ था मैं -2 वो सहरा मिल गया आज अपनी रह गया आ रह गया मिलने से क्या जब चैन दिल का मिल गया आ फूल ये आधा गया तो बाग़ सारा मिल गाया फूल ये आधा गया तो सूखे पत्ते सूखे पत्ते झाड़ कर सर-सब्ज़ होते हैं शज़र जितना कुछ लुटता रहा उससे जियादा मिल गया जितना कुछ लुटता आरज़ू आरज़ू तस्कीन-ए-दिल को आरज़ू-ए-एहतमात आ ये ना सोचो क्या न पाया ये कहो क्या मिल गया आज अपनी मेहनतों का मुझको समरा (?) मिल गया Englishhāy ( āj apnī mehantoṅ kā mujhko samrā (?) mil gayā ) -2 kismeṅ sukh khoyā huā thā maiṅ -2 vo sahrā mil gayā āj apnī rah gayā ā rah gayā milne se kyā jab chain dil kā mil gayā ā phūl ye ādhā gayā to bāġh sārā mil gāyā phūl ye ādhā gayā to sūkhe patte sūkhe patte jhāṛ kar sar-sabz hote haiṅ śhazar jitnā kuchh luṭtā rahā usse jiyādā mil gayā jitnā kuchh luṭtā ārazū ārazū taskīn-e-dil ko ārazū-e-ehatmāt ā ye nā socho kyā na pāyā ye kaho kyā mil gayā āj apnī mehantoṅ kā mujhko samrā (?) mil gayā