Title (Indic)सो जा रे सो जा बेटे ग़रीब के WorkDo Sitare Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anil Biswas Performer Suraiya Writer Rajendra Krishan LyricsHindiसो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के हो सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के हो ओ ओ ओ रात ग़रीबों की होती है नींद ख़ुशी की सोना -2 कल का सूरज ले आयेगा फिर से रोना-धोना रे सोजा रे सोजा कल का सूरज ले आयेगा फिर से रोना-धोना रे सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के हो ओ ओ ओ भूख तेरे बचपन की साथी, आँसू तेरे खिलौने -2 तू निरधन का लाल है तेरे काँटों भरे बिचौने रे सो जा रे सो जा तू निरधन का लाल है तेरे काँटों भरे बिचौने रे सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के हो ओ ओ ओ Englishso jā re so jā, beṭe ġharīb ke duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke ho so jā re so jā, beṭe ġharīb ke duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke ho o o o rāt ġharīboṅ kī hotī hai nīṅd khuśhī kī sonā -2 kal kā sūraj le āyegā phir se ronā-dhonā re sojā re sojā kal kā sūraj le āyegā phir se ronā-dhonā re so jā re so jā, beṭe ġharīb ke duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke ho o o o bhūkh tere bachapan kī sāthī, āṇsū tere khilaune -2 tū nirdhan kā lāl hai tere kāṇṭoṅ bhare bichaune re so jā re so jā tū nirdhan kā lāl hai tere kāṇṭoṅ bhare bichaune re so jā re so jā, beṭe ġharīb ke duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke ho o o o