दो प्यार करने वाले जंगल में खो गए ... अब क्या करें
दो प्यार करने वाले जंगल में खो गए
बागी बने पागल बने दीवाने हो गए
कहो अब क्या करें करें अब क्या करें
अरे अब क्या करें अजी अब क्या करें
दो प्यार करने वाले …
डर लगता है यार कहीं ना शेर आ जाए
पा के अकेले में न हम दोनों को खा जाए
देखेगा जो तुझको तुझपे मर जाएगा
मेरी जान पे वो भी अपनी जान लुटाएगा
तेरे हुस्न के जादू से वो बच नहीं पाएगा
डरें हम क्यूं डरें भला हम क्यूं डरें
अरे हम क्यूं डरें अजी हम क्यूं डरें
दो प्यार करने वाले …
हमने सुना दिलबर पुराने लोग कहते हैं
ऐसे घने जंगल में काले भूत रहते हैं
तेरे नैनों से गर वो नैनों को लड़ाएगा
तीर निगाहों का उसके दिल में गड़ जाएगा
तेरे इश्क़ का भूत भूतों पे चढ़ जाएगा
गले मिल के गले चले आशिक़ चले
चले मिल के चले दीवाने हम चले
दो प्यार करने वाले …
इक दूसरे के प्यार में दीवाने हो गए
do pyār karne vāle jaṅgal meṅ kho gae
bāgī bane pāgal bane dīvāne ho gae
kaho ab kyā kareṅ kareṅ ab kyā kareṅ
are ab kyā kareṅ ajī ab kyā kareṅ
do pyār karne vāle …
ḍar lagtā hai yār kahīṅ nā śher ā jāe
pā ke akele meṅ na ham donoṅ ko khā jāe
dekhegā jo tujhko tujhpe mar jāegā
merī jān pe vo bhī apnī jān luṭāegā
tere husn ke jādū se vo bach nahīṅ pāegā
ḍareṅ ham kyūṅ ḍareṅ bhalā ham kyūṅ ḍareṅ
are ham kyūṅ ḍareṅ ajī ham kyūṅ ḍareṅ
do pyār karne vāle …
hamne sunā dilbar purāne log kahte haiṅ
aise ghane jaṅgal meṅ kāle bhūt rahte haiṅ
tere nainoṅ se gar vo nainoṅ ko laṛāegā
tīr nigāhoṅ kā uske dil meṅ gaṛ jāegā
tere iśhq kā bhūt bhūtoṅ pe chaṛh jāegā
gale mil ke gale chale āśhiq chale
chale mil ke chale dīvāne ham chale
do pyār karne vāle …
ik dūsre ke pyār meṅ dīvāne ho gae