दो पंछी दो तिनके कहो ले के चले हैं कहाँ
दो पंछी, दो तिनकें, कहो ले के चले हैं कहाँ
ये बनायेंगे एक आशियाँ
ये तो अपनी ही धून में गाये, ऊँचे ऊँचे उडते जाये
इन की मस्ती को और बढाये सावन की ये हवायें
मंज़िल के मतवाले, देखो छू ने चले आसमान
ये बनायेंगे एक आशियाँ
एक फूलों भरी हो डाली और उसपर हो बसेरा
कुछ ऐसा ही मीठा मीठा है सपना तेरा मेरा
ये सपना सच होगा, कह रही धडकनों की जुबाँ
हम बनायेंगे एक आशियाँ
do paṅchhī, do tinkeṅ, kaho le ke chale haiṅ kahāṇ
ye banāyeṅge ek āśhiyāṇ
ye to apnī hī dhūn meṅ gāye, ūṇche ūṇche uḍte jāye
in kī mastī ko aur baḍhāye sāvan kī ye havāyeṅ
maṅzil ke matvāle, dekho chhū ne chale āsmān
ye banāyeṅge ek āśhiyāṇ
ek phūloṅ bharī ho ḍālī aur uspar ho baserā
kuchh aisā hī mīṭhā mīṭhā hai sapnā terā merā
ye sapnā sach hogā, kah rahī dhaḍaknoṅ kī jubāṇ
ham banāyeṅge ek āśhiyāṇ