Do pal rukaa, khvaabon kaa kaarvaan

दो पल रुका, ख्वाबों का कारवां
Work
Year
Language

दो पल रुका, ख्वाबों का कारवां
और फिर चल दिए, तुम कहाँ हम कहाँ
दो पल की थी, ये दिलों की दास्तां
और फिर चल दिए, तुम कहाँ हम कहाँ

तुम थे के थी, कोई उजली किरन
तुम थे या कोई कली मुस्काई थी
तुम थे या सपनों का था सावन
तुम थे के खुशियों की घटा छाई थी
तुम थे के था कोई फूल खिला
तुम थे या मिला था मुझे नया जहां

तुम थे या खुशबू हवाओंमें थी
तुम थे या रंग सारी दिशाओं में थे
तुम थे या रोशनी राहों में थी
तुम थे या गीत गूँजे फिजाओं में थे
तुम थे मिले या मिली थी मंजिले
तुम थे के था जादूभरा कोई समा

do pal rukā, khvāboṅ kā kārvāṅ
aur phir chal die, tum kahāṇ ham kahāṇ
do pal kī thī, ye diloṅ kī dāstāṅ
aur phir chal die, tum kahāṇ ham kahāṇ

tum the ke thī, koī ujlī kiran
tum the yā koī kalī muskāī thī
tum the yā sapnoṅ kā thā sāvan
tum the ke khuśhiyoṅ kī ghaṭā chhāī thī
tum the ke thā koī phūl khilā
tum the yā milā thā mujhe nayā jahāṅ

tum the yā khuśhbū havāoṅmeṅ thī
tum the yā raṅg sārī diśhāoṅ meṅ the
tum the yā rośhnī rāhoṅ meṅ thī
tum the yā gīt gūṇje phijāoṅ meṅ the
tum the mile yā milī thī maṅjile
tum the ke thā jādūbhrā koī samā