Do nainon men aansoo bhare hain

दो नैनों में आँसू भरे हैं
Work
Year
Language

दो नैनों में आँसू भरे हैं
निंदिया कैसे समाए

डूबी-डूबी आँखों में सपनों के साए
रात भर अपने हैं दिन में पराए
कैसे नैनों में निंदिया समाए

दो नैनों में आँसू भरे हैं
निंदिया कैसे समाए

झूठे तेरे वादों पे बरस बिताए
ज़िंदगी तो काटी ये रात कट जाए

कैसे नैनों में निंदिया समाए…
दो आँसू में त्… आँसू भरे हैं
निंदिया कैसे समाए

do nainoṅ meṅ āṇsū bhare haiṅ
niṅdiyā kaise samāe

ḍūbī-ḍūbī āṇkhoṅ meṅ sapnoṅ ke sāe
rāt bhar apne haiṅ din meṅ parāe
kaise nainoṅ meṅ niṅdiyā samāe

do nainoṅ meṅ āṇsū bhare haiṅ
niṅdiyā kaise samāe

jhūṭhe tere vādoṅ pe baras bitāe
ziṅdgī to kāṭī ye rāt kaṭ jāe

kaise nainoṅ meṅ niṅdiyā samāe…
do āṇsū meṅ t… āṇsū bhare haiṅ
niṅdiyā kaise samāe