Do nainaa aur ik kahaanee

दो नैना और इक कहानी
Work
Year
Language

दो नैना और एक कहानी -2
थोड़ा सा बादल थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी
थोड़ा सा बादल थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

छोटी सी दो झीलों में वो
बहती रहती है
ओ छोटी सी दो झीलों में वो
बहती रहती है
कोई सुने या ना सुने
कहती रहती है
कुछ लिख के और कुछ ज़ुबानी

हो थोड़ा सा बादल थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

थोड़ी सी है जानी हुई
थोड़ी सी नई
ओ थोड़ी सी है जानी हुई
थोड़ी सी नई
जहाँ रुके आँसू वहीं
पुरी हो गई
है तो नई फिर भी है पुरानी

हो थोड़ा सा बादल थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

एक ख़त्म हो तो दूसरी
रात आ जाती है
ओ एक ख़त्म हो तो दूसरी
रात आ जाती है
होंठों पे फिर भूली हुई
बात आ जाती है
दो नैनों की है ये कहानी

हो थोड़ा सा बादल थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

do nainā aur ek kahānī -2
thoṛā sā bādal thoṛā sā pānī
aur ek kahānī
do nainā aur ek kahānī
thoṛā sā bādal thoṛā sā pānī
aur ek kahānī
do nainā aur ek kahānī

chhoṭī sī do jhīloṅ meṅ vo
bahtī rahtī hai
o chhoṭī sī do jhīloṅ meṅ vo
bahtī rahtī hai
koī sune yā nā sune
kahtī rahtī hai
kuchh likh ke aur kuchh zubānī

ho thoṛā sā bādal thoṛā sā pānī
aur ek kahānī
do nainā aur ek kahānī

thoṛī sī hai jānī huī
thoṛī sī naī
o thoṛī sī hai jānī huī
thoṛī sī naī
jahāṇ ruke āṇsū vahīṅ
purī ho gaī
hai to naī phir bhī hai purānī

ho thoṛā sā bādal thoṛā sā pānī
aur ek kahānī
do nainā aur ek kahānī

ek khatm ho to dūsrī
rāt ā jātī hai
o ek khatm ho to dūsrī
rāt ā jātī hai
hoṅṭhoṅ pe phir bhūlī huī
bāt ā jātī hai
do nainoṅ kī hai ye kahānī

ho thoṛā sā bādal thoṛā sā pānī
aur ek kahānī
do nainā aur ek kahānī