Do nainaa aur ek kahaanee

दो नैना और एक कहानी
Work
Year
Language

दो नैना, एक कहानी
थोडासा बादल, थोडासा पानी
और एक कहानी

छोटीसी दो झीलों में वो बहती रहती है
कोई सुने या ना सुने कहती रहती है
कुछ लिखके और कुछ ज़ुबानी

थोड़ीसी है जानी हुई, थोड़ीसी नई
जहाँ रुके आँसू वही पूरी हो गई
है तो नई फिर भी है पुरानी

एक ख़त्म हो तो दूसरी रात आ जाती है
होठों पे फिर भूली हुई बात आ जाती है
दो नैनों की है ये कहानी

do nainā, ek kahānī
thoḍāsā bādal, thoḍāsā pānī
aur ek kahānī

chhoṭīsī do jhīloṅ meṅ vo bahtī rahtī hai
koī sune yā nā sune kahtī rahtī hai
kuchh likhke aur kuchh zubānī

thoṛīsī hai jānī huī, thoṛīsī naī
jahāṇ ruke āṇsū vahī pūrī ho gaī
hai to naī phir bhī hai purānī

ek khatm ho to dūsrī rāt ā jātī hai
hoṭhoṅ pe phir bhūlī huī bāt ā jātī hai
do nainoṅ kī hai ye kahānī