Do laf्zon men likh dee ... kabhee honaa naa judaa

दो लफ़्ज़ों में लिख दी ... कभी होना ना जुदा
Year
Language

दो लफ़्ज़ों में लिख दी मैने अपनी प्रेम कहानी
तू मेरे दिल का राजा बन जा मैं तेरे दिल की रानी

जीता था पहले भी मगर यूं था लगता
जीने में शायद कहीं कुछ कमी है
मिले हम तो जाना दिल ने भी माना
तू ही सनम मेरी आशिक़ी है
कभी होना ना जुदा कभी होना ना खफ़ा
कभी होना ना …

भोला भाला दिल जो मेरा कर बैठे नादानी
तू मेरे दिल का राजा बन जा मैं तेरे दिल की रानी

दो लफ़्ज़ों में लिख दी मैने अपनी प्रेम कहानी
मैं तेरे दिल का राजा बन गया तू मेरे दिल की रानी

मुझे अपने रंग में रंग के दीवानी
जिसने बनाई वो तेरी नज़र है
होने लगी मैं खुद से बेगानी
सनम तेरे प्यार का कैसा असर है
कभी होना ना …

do lafzoṅ meṅ likh dī maine apnī prem kahānī
tū mere dil kā rājā ban jā maiṅ tere dil kī rānī

jītā thā pahle bhī magar yūṅ thā lagtā
jīne meṅ śhāyad kahīṅ kuchh kamī hai
mile ham to jānā dil ne bhī mānā
tū hī sanam merī āśhiqī hai
kabhī honā nā judā kabhī honā nā khafā
kabhī honā nā …

bholā bhālā dil jo merā kar baiṭhe nādānī
tū mere dil kā rājā ban jā maiṅ tere dil kī rānī

do lafzoṅ meṅ likh dī maine apnī prem kahānī
maiṅ tere dil kā rājā ban gayā tū mere dil kī rānī

mujhe apne raṅg meṅ raṅg ke dīvānī
jisne banāī vo terī nazar hai
hone lagī maiṅ khud se begānī
sanam tere pyār kā kaisā asar hai
kabhī honā nā …