दो दिन की ख़ुशी रास न आई मेरे जी को
दो दिन की ख़ुशी हाय दो दिन की ख़ुशी
दो दिन की ख़ुशी रास न आई मेरे जी को
दिल तोड़ दिया हाय दिल तोड़ दिया
दिल तोड़ दिया आग लगे ऐसी ख़ुशी को
दो दिन की ख़ुशी हाय दो दिन की ख़ुशी
कहता है ये रो-रो के मेरा दर्द भरा दिल
दर्द भरा दिल
अपना न बनाये
अपना न बनाये कोई दुनिया में किसी को
दुनिया में किसी को
दिल तोड़ दिया हाय दिल तोड़ दिया
दिल तोड़ दिया आग लगे ऐसी ख़ुशी को
जो दिल पे गुज़रती है वो कहते नहीं बनती
कहते नहीं बनती
बैठे हैं छुपाये हुये
बैठे हैं छुपाये हुये हम दिल की लगी को
हम दिल की लगी को
दो दिन की ख़ुशी हाय दो दिन की ख़ुशी
दो दिन की ख़ुशी रास न आई मेरे जी को
थे और भी दुनिया में मुहब्बत के पुजारी
मुहब्बत के पुजारी
तक़दीर ने क्यूँ लूट लिया
तक़दीर ने क्यूँ लूट लिया हाय मुझी को
हाय मुझी को
दिल तोड़ दिया हाय दिल तोड़ दिया
दिल तोड़ दिया आग लगे ऐसी ख़ुशी को
do din kī khuśhī hāy do din kī khuśhī
do din kī khuśhī rās na āī mere jī ko
dil toṛ diyā hāy dil toṛ diyā
dil toṛ diyā āg lage aisī khuśhī ko
do din kī khuśhī hāy do din kī khuśhī
kahtā hai ye ro-ro ke merā dard bharā dil
dard bharā dil
apnā na banāye
apnā na banāye koī duniyā meṅ kisī ko
duniyā meṅ kisī ko
dil toṛ diyā hāy dil toṛ diyā
dil toṛ diyā āg lage aisī khuśhī ko
jo dil pe guzartī hai vo kahte nahīṅ bantī
kahte nahīṅ bantī
baiṭhe haiṅ chhupāye huye
baiṭhe haiṅ chhupāye huye ham dil kī lagī ko
ham dil kī lagī ko
do din kī khuśhī hāy do din kī khuśhī
do din kī khuśhī rās na āī mere jī ko
the aur bhī duniyā meṅ muhabbat ke pujārī
muhabbat ke pujārī
taqdīr ne kyūṇ lūṭ liyā
taqdīr ne kyūṇ lūṭ liyā hāy mujhī ko
hāy mujhī ko
dil toṛ diyā hāy dil toṛ diyā
dil toṛ diyā āg lage aisī khuśhī ko