दो दिल मिल रहे हैं मगर चुपके चुपके
दो दिल मिल रहे हैं मगर चुपके चुपके
सबको हो रही है, खबर चुपके चुपके
साँसों में बड़ी बेक़रारी, आँखों में कई रत जगे
कभी कहीं लग जये दिल तो, कहीं फिर दिल न लगे
अपन दिल मैं ज़रा थम लूँ
जादु का मैं इसे नाम दूँ
जादु कर रहा है, असर चुपके चुपके
दो दिल मिल रहे हैं …
ऐसे भोले बन कर हैं बैठे, जैसे कोई बात नहीं
सब कुच नज़र आ रहा है, दिन है ये रात नहीं
क्या है, कुछ भी नहीं है अगर
होंठों पे है खामोशी मगर
बातें कर रहीं हैं
नज़र चुपके चुपके
दो दिल मिल रहे हैं …
कहीं आग लगने से पहले, उठता है ऐसा धुआँ
जैसा है इधर का नज़ारा, वैसा ही उधर का समाँ
दिल में कैसी कसक सी जगी
दोनों जानिब बराबर लगी
देखो तो इधर से
उधर चुपके चुपके
दो दिल मिल रहे हैं …
do dil mil rahe haiṅ magar chupke chupke
sabko ho rahī hai, khabar chupke chupke
sāṇsoṅ meṅ baṛī beqrārī, āṇkhoṅ meṅ kaī rat jage
kabhī kahīṅ lag jaye dil to, kahīṅ phir dil na lage
apan dil maiṅ zarā tham lūṇ
jādu kā maiṅ ise nām dūṇ
jādu kar rahā hai, asar chupke chupke
do dil mil rahe haiṅ …
aise bhole ban kar haiṅ baiṭhe, jaise koī bāt nahīṅ
sab kuch nazar ā rahā hai, din hai ye rāt nahīṅ
kyā hai, kuchh bhī nahīṅ hai agar
hoṅṭhoṅ pe hai khāmośhī magar
bāteṅ kar rahīṅ haiṅ
nazar chupke chupke
do dil mil rahe haiṅ …
kahīṅ āg lagne se pahle, uṭhtā hai aisā dhuāṇ
jaisā hai idhar kā nazārā, vaisā hī udhar kā samāṇ
dil meṅ kaisī kasak sī jagī
donoṅ jānib barābar lagī
dekho to idhar se
udhar chupke chupke
do dil mil rahe haiṅ …