phir nain bāṇvre bhar bhar āye hāy, bhar bhar āye
āhoṅ kī oṭ meṅ nikle mere dil se hāy hāy
phir nain bāṇvre …
ek to sūnī sej hamārī dūje rain aṇdherī
tīje pahre pe duniyā hai peṣh(?) na jāye merī
jab yād tumhārī āye merā nanhā sā jiyrā dhaṛak jāye
phir nain bāṇvre …
rūpā na māṇgū sonā na māṇgū
māṇgūṇ tose ye dām
hāṛ mās kā piṅjrā jāye
sāṇs āye na āye
mere lab pe rahe piyā kā nām
vo pyār kare ham donoṅ
jis pyār ke kisse jag gāye
phir nain bāṇvre …