दो बेचारे बिना सहारे ... बिन ताले की चाभी लेकर्
दो: दो बेचारे बिना सहारे -2
देखो पूछ-पूछ कर हारे
कि: बिन ताले की
म: ओ चाभी लेकर
दो: फिरते मारे-मारे
कि: मैं हूँ राजा ये है राना
म: ओ मैं दीवाना ये मस्ताना
दो: दोनों मिलके गाये गाना
ओ हसीना आ
ओ ज़रा रुक जाना
दो बेचारे बिना सहारे
देखो पूछ-पूछ कर हारे
कि: तू बता दे इसका प्रीतम कहाँ पे छुपा है -2
म: ओ कुछ पता दे वो तो निकला बड़ा बेवफ़ा है
कि: कुछ बोल बोल ओ रानी
म: बोलो
कि: कुछ बोल बोल ओ रानी
म: ओ कहाँ इसका रूठ गया जानी
ओ मस्तानी
दो: कोई निशानी या ज़ुबानी
बोलो रानी मेहरबानी
ओ हसीना आ
ओ कुछ बोलो ना
female: मुझे कुछ नहीं पता
म: कुछ नहीं पता
चल राजा
अब यहाँ भी बज गया बाजा
दो: दो बेचारे बिना सहारे
देखो पूछ-पूछ कर हारे
म: तू बता दे इसका मिलता नहीं हम्को locker
कि: कुछ पता दे तेरे बन जायेंगे हम नौकर
म: ओ ससूराल से देखो हम आये
कि: हाँ
म: ससूराल से देखो हम आये
कि: चाभी लेकर चकराये
हैं घबराये
दो: आके तुमसे ही टकराये
धक्के खाये
समझ ना आये
ओ पापे हय
ओ कुछ बोलो ना
male: ओय मुझे कुछ नहीं पता
म: चल राजा
पापे ने भी बजा दिया बाजा
दो: दो बेचारे बिना सहारे
देखो पूछ-पूछ कर हारे
कि: ए स्वामी
म: ए अन्तर्यामी
कि: अरे दीनबन्धू
म: हे जगद्पती की जय
कि: ओ स्वामी तूने कैसा किया है घोटाला
अन्तर्यामी तूने कैसा किया है घोटाला
म: ओ दे दी चाभी पर दिया है नहीं हमको ताला
कि: गर माल मिलेगा ज़ादा -2
म: ओ तुझको दे देंगे आधा
ये है वादा
दो: क्या इरादा
कोई काम नहीं है ज़्यादा
ले के जाना आधा-आधा
ओ बाबा हाँ
ओ बिनती सुन लो आ
कि: ओ स्वामी जी
म: ओ अन्तर्यामी जी
कुछ बोलो
दो: दो बेचारे बिना सहारे
देखो पूछ-पूछ कर हारे
कि: बिन ताले की
म: ओ चाभी लेकर
दो: फिरते मारे-मारे
कि: मैं हूँ राजा ये है राना
म: ओ मैं दीवाना ये मस्ताना
दो: दोनों मिलके गाये गाना
ओ हसीना हा
ओ ज़रा रुक जाना
दो बेचारे बिना सहारे
देखो पूछ-पूछ कर हारे -2
देखो ऊं ऊं ऊं हारे
do: do bechāre binā sahāre -2
dekho pūchh-pūchh kar hāre
ki: bin tāle kī
ma: o chābhī lekar
do: phirte māre-māre
ki: maiṅ hūṇ rājā ye hai rānā
ma: o maiṅ dīvānā ye mastānā
do: donoṅ milke gāye gānā
o hasīnā ā
o zarā ruk jānā
do bechāre binā sahāre
dekho pūchh-pūchh kar hāre
ki: tū batā de iskā prītam kahāṇ pe chhupā hai -2
ma: o kuchh patā de vo to niklā baṛā bevafā hai
ki: kuchh bol bol o rānī
ma: bolo
ki: kuchh bol bol o rānī
ma: o kahāṇ iskā rūṭh gayā jānī
o mastānī
do: koī niśhānī yā zubānī
bolo rānī meharbānī
o hasīnā ā
o kuchh bolo nā
female: mujhe kuchh nahīṅ patā
ma: kuchh nahīṅ patā
chal rājā
ab yahāṇ bhī baj gayā bājā
do: do bechāre binā sahāre
dekho pūchh-pūchh kar hāre
ma: tū batā de iskā miltā nahīṅ hamko locker
ki: kuchh patā de tere ban jāyeṅge ham naukar
ma: o sasūrāl se dekho ham āye
ki: hāṇ
ma: sasūrāl se dekho ham āye
ki: chābhī lekar chakrāye
haiṅ ghabrāye
do: āke tumse hī ṭakrāye
dhakke khāye
samajh nā āye
o pāpe hay
o kuchh bolo nā
male: oy mujhe kuchh nahīṅ patā
ma: chal rājā
pāpe ne bhī bajā diyā bājā
do: do bechāre binā sahāre
dekho pūchh-pūchh kar hāre
ki: e svāmī
ma: e antaryāmī
ki: are dīnabandhū
ma: he jagadptī kī jay
ki: o svāmī tūne kaisā kiyā hai ghoṭālā
antaryāmī tūne kaisā kiyā hai ghoṭālā
ma: o de dī chābhī par diyā hai nahīṅ hamko tālā
ki: gar māl milegā zādā -2
ma: o tujhko de deṅge ādhā
ye hai vādā
do: kyā irādā
koī kām nahīṅ hai zyādā
le ke jānā ādhā-ādhā
o bābā hāṇ
o bintī sun lo ā
ki: o svāmī jī
ma: o antaryāmī jī
kuchh bolo
do: do bechāre binā sahāre
dekho pūchh-pūchh kar hāre
ki: bin tāle kī
ma: o chābhī lekar
do: phirte māre-māre
ki: maiṅ hūṇ rājā ye hai rānā
ma: o maiṅ dīvānā ye mastānā
do: donoṅ milke gāye gānā
o hasīnā hā
o zarā ruk jānā
do bechāre binā sahāre
dekho pūchh-pūchh kar hāre -2
dekho ūṅ ūṅ ūṅ hāre