दो बातें हो सकती हैं सनम तेरे इनकार की
( दो बातें हो सकती हैं सनम तेरे इनकार की -2
या दुनिया से तू डरती है -2 या कदर नहीं मेरे प्यार की ) -2
कब से खड़ा मैं राहों में अपना दिल बिछाए
हाय हाय कब से खड़ा …
लेकिन मेरी मुहब्बत पे तुमको यक़ीं न आए -2
दो बातें हो सकती हैं सनम तेरे एतबार की
या दिल है तेरा पत्थर का -2 या चाहत नहीं दिलदार की
दो बातें हो सकती हैं …
डर है कहीं इस जीवन का सपना टूट न जाए
हाय हाय डर है कहीं इस …
मैं बन जाऊँ पागल और दुनिया हँसी उड़ाए -2
दो बातें हो सकती हैं अब तो जीत या हार की -2
कह दो मुझसे मैं मर जाऊँ -2 या थाम ले बाहें यार की
दो बातें हो सकती हैं …
( do bāteṅ ho saktī haiṅ sanam tere inkār kī -2
yā duniyā se tū ḍartī hai -2 yā kadar nahīṅ mere pyār kī ) -2
kab se khaṛā maiṅ rāhoṅ meṅ apnā dil bichhāe
hāy hāy kab se khaṛā …
lekin merī muhabbat pe tumko yaqīṅ na āe -2
do bāteṅ ho saktī haiṅ sanam tere etbār kī
yā dil hai terā patthar kā -2 yā chāhat nahīṅ dildār kī
do bāteṅ ho saktī haiṅ …
ḍar hai kahīṅ is jīvan kā sapnā ṭūṭ na jāe
hāy hāy ḍar hai kahīṅ is …
maiṅ ban jāūṇ pāgal aur duniyā hṇsī uṛāe -2
do bāteṅ ho saktī haiṅ ab to jīt yā hār kī -2
kah do mujhse maiṅ mar jāūṇ -2 yā thām le bāheṅ yār kī
do bāteṅ ho saktī haiṅ …