दिया ना बुझे ... सुन ले पुकार आई
दिया ना बुझे मेरे घर का
मेरी तक़दीर के मालिक
सुन ले पुकार आई आज तेरे द्वार -2
लेके आँसुओं की धार मेरे साँवरे -2
मैं तो एक भीख माँगूँ तोसे फैला के हाथ रे
सुन ले पुकार …
बिनती करूँ मैं तोसे जग के खिवैया -2
डूब न जाए मेरी आशा की नैया -2
किसको दिखाऊँ जा के दर्द मैं अपना
कोई नहीं है मेरा ( कृष्ण कन्हैया ) -2
सुन ले पुकार …
मैने प्रभु आज तक कुछ नहीं माँगा -2
आज तो दान दे-दे अपनी दया के
बदले में चाहे मेरी जान भी ले-ले
बचा ले सहारा दाता ( इस दुखिया का ) -2
सुन ले पुकार …
diyā nā bujhe mere ghar kā
merī taqdīr ke mālik
sun le pukār āī āj tere dvār -2
leke āṇsuoṅ kī dhār mere sāṇvre -2
maiṅ to ek bhīkh māṇgūṇ tose phailā ke hāth re
sun le pukār …
bintī karūṇ maiṅ tose jag ke khivaiyā -2
ḍūb na jāe merī āśhā kī naiyā -2
kisko dikhāūṇ jā ke dard maiṅ apnā
koī nahīṅ hai merā ( kṛṣhṇ kanhaiyā ) -2
sun le pukār …
maine prbhu āj tak kuchh nahīṅ māṇgā -2
āj to dān de-de apnī dayā ke
badle meṅ chāhe merī jān bhī le-le
bachā le sahārā dātā ( is dukhiyā kā ) -2
sun le pukār …